Ankho Me Basi hai, Pyari Surat teri,
Aur Dil me basa hai tera pyar,
Chahe tu qubul kare ya na kare,
Hame rahega tera intajar.
Dil ke kisi kone me hamare liye pyar hoga,
Gujar rahi hai raat unki yaad me,
Najar Chahti hai didar karna,
Dil chahta hai pyar karna,
Kya batae is dil ka aalam,
Nasib me likha hai intajar karna.
Hum khud nishan ban gaye war kya kare,
Mar gaye hum magar khuli rahi ankhe,
Ab isse jyada intajar kya Karen.
Yaden kaatti hai Le Le ke naam tera,
Muddat se baithe hain tera intajar me,
Ki aaj aega koi paigaam tera.
Apke intajar me palke bicha rakhi hai,
Hawa takra rahi hai sham se bar bar aur,
Hamne shart in hawaon se laga rakhi hai.
Khawabon me uski Surat to najar aega,
Intajar to subah dubara shuru hogi,
kam se kam raat to khushi se kat Jaegi.
Unse bhi kabhi hum pyar karte hain,
Kya kare jo unko hamari jarurat na thi,
Per fir bhi hum unka intajar karte hain.
Bus uski yadon ke sahare hai hum,
Dunia jit ke kahna kya hai,
Ab jise dunya se jitna tha, aaj usi se Hare hai him.
Didar me ankhe bichhaye baithe hain,
Tu ek najar hum ko dekh le is a as me kab se bekar baithe hain.
Judai ke baad bhi tum se pyar hai,
Tere chehre ki udasi bata rahi hai,
Mujhse milne ke liye tu bhi bekar hai.
Maine kaha ab mohabbat baki hai,
Usne kaha tu kab ka gujar chuka hai,
Masrur Maine
0 comments:
Post a Comment